Main Ek Sadharan Ladka hu, Mujhe khane Peene Ka bahut shauk hai aur ghumne ka bhi, main ऊंच-नीच Ko Nahin manta,Jaat Paat Ko Nahin manta Main Har Insan se pyar karta hun aur Main Chahta Hun Ki Agla bhi Hamen Pyar Karen,,,, Main Aisa Insan Chahta Hun Ki Mere Har Sukh Dukh, Garibi Amiri Mein Sath De, Jindagi bahut Chhoti hai,,,,, Main Chahta Hun Is Jindagi ko bharpur Jiya Jiya Jaaye,,, mauj masti Khushiyon ke sath